Testo Tumhein Apna Banane Ki - Anuradha Paudwal feat. Kumar Sanu
Testo della canzone Tumhein Apna Banane Ki (Anuradha Paudwal feat. Kumar Sanu), tratta dall'album Sadak (Original Motion Picture Soundtrack)
Tumhein apna banane ki qasam khaayi hai, khaayi hai

Teri aankhon mein chaahat hi nazar aayi hai, aayi hai

Mohabbat kya hai, main sab ko bata dungi

Zamane ko tere aage jhuka dungi
Teri ulfat, meri jaana, woh rang laayi hai, laayi hai
Teri ulfat, meri jaana, woh rang laayi hai, laayi hai
Tumhein apna banane ki qasam khaayi hai, khaayi hai
Tere honthon se main shabnam churaunga
Tere honthon se main shabnam churaunga
Tere aanchal tale jeevan bitaunga
Meri nas-nas mein tu ban ke lahu samaayi hai, samaayi hai
Meri nas-nas mein tu ban ke lahu samaayi hai, samaayi hai
Tumhein apna banane ki qasam khaayi hai, khaayi hai
Teri baahon mein hain donon jahaan mere
Teri baahon mein hain donon jahaan mere
Main kuch bhi toh nahin, dilbar, siva tere
Tujhe paa ke zamane ki khushi paayi hai, paayi hai
Tujhe paa ke zamane ki khushi paayi hai, paayi hai
Tumhein apna banane ki qasam khaayi hai, khaayi hai
Teri aankhon mein chaahat hi nazar aayi hai, aayi hai
Tumhein apna banane ki qasam khaayi hai, khaayi hai
Credits
Writer(s): Sameer
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Disclaimer:
i testi sono forniti da Musixmatch.
Per richieste di variazioni o rimozioni è possibile contattare
direttamente Musixmatch nel caso tu sia
un artista o
un publisher.