Testo Mumbai Omj - Dhi Harmony
Testo della canzone Mumbai Omj (Dhi Harmony), tratta dall'album Duniya 1.0
Mumbai
Mumbai
Mumbai
Mumbai
Yeh Shehar Bhaage Daude
Manzil hai kahaan?
Sapne leke behti jayein
Neendein hain Khafa
Phir Bhi Kyun Sukoon Hai Aisi
Jaise Ghar Mera
Girna Isko Aata Hain Par
Rukna Na Seekha
Oooooo
Lamho ki Gallery mein
Tu har pal saja
Oooooo
Behti hui sapno mein
Chal doobkiya laga
Mumbai! O Meri Jaan
Tu Hi Meri Pehchan
Mumbai! Tu Na Aasaan
Teri, raahon mein, khoye hai, hum
Mumbai! O Meri Jaan
Tu Hi Meri Pehchan
Mumbai! Tu Na Aasaan
Teri, raahon mein, khoye hai, hum
Mumbai
Ooooo
Jaane kahan kab aur kaise
Badla yeh saama
Oooooo
Bombai ka yeh kaisa jadu
Khudko paa liya
Dabbe Mein Tiffin Ho
Ya Local Mein kare Safar
Jeene ka baahana seekho
In se iss kadar
Yeh Shehar Dheeme Dheeme
Chalta hi raha
Kab na jaane, kaise yeh
To Mera ho gaya
Oooooo
Lamho ki Gallery mein
Tu har pal saja
Ooooo
Behti hui sapno mein
Chal doobkiya laga
Mumbai! O Meri Jaan
Tu Hi Meri Pehchan
Mumbai! Tu Na Aasaan
Teri, raahon mein, khoye hai, hum
Mumbai! O Meri Jaan
Tu Hi Meri Pehchan
Mumbai! Tu Na Aasaan
Teri, raahon mein, khoye hai, hum
Mumbai
Ooooo
Jaane kahan kab aur kaise
Badla yeh saama
Oooooo
Bombai ka yeh kaisa jadu
Khudko paa liya
Ooooo
Jaane kahan kab aur kaise
Badla yeh saama
Oooooo
Bombai ka yeh kaisa jadu
Khudko paa liya
Mumbai
Mumbai
Mumbai
Mumbai
Credits
Writer(s): Tanmoy Guha, Nilesh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Disclaimer:
i testi sono forniti da Musixmatch.
Per richieste di variazioni o rimozioni è possibile contattare
direttamente Musixmatch nel caso tu sia
un artista o
un publisher.