Rockol30

Testo Mujre Wali Hoon - Anuradha Paudwal

Testo della canzone Mujre Wali Hoon (Anuradha Paudwal), tratta dall'album Awaargi (Original Motion Picture Soundtrack)

Kya kahun, kya tamasha hua sahabon
Yeh tamashe to hote hi rehte hain ji
Is-se pehle mera naam kuch aur tha
Ab tawayaf mujhe log kehte hain ji
Meri zhulfon ko dasna hi aata nahi
Meri aankhon ko hasna hi aata nahi
Mere jaanib zara gaur se dekhiye
Ashk bhi meri aankhon se behte hain ji
Suniye sahib shuru geet ka mukhda karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Ruswa hoti hoon, ruswa hoti hoon
Main sabko ruswa karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Mere hothon pe jo geeton ke mukhde hain
Dar asal mere toote dil ke tukde hain
Mere hothon pe jo geeton ke mukhde hain
Dar asal mere toote dil ke tukde hain
Dar asal mere toote dil ke tukde hain
Aapki khidmat mein pesh ik tukda karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Aakhir insan hoon main
Hansti hoon, roti hoon
Jab aap nahi hote main tanha hoti hoon
Aakhir insan hoon main
Hansti hoon, roti hoon
Jab aap nahi hote main tanha hoti hoon
Jab aap nahi hote main tanha hoti hoon
Main apne saamne baith ke
Apna dukhda karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Ruswa hoti hoon, ruswa hoti hoon
Main sabko ruswa karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon
Mujre wali hoon main, mujra karti hoon



Credits
Writer(s): Anand Bakshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link

Disclaimer: i testi sono forniti da Musixmatch.
Per richieste di variazioni o rimozioni è possibile contattare direttamente Musixmatch nel caso tu sia un artista o un publisher.

Elenco artisti

© 2025 Riproduzione riservata. Rockol.com S.r.l.
Policy uso immagini

Rockol

  • Utilizza solo immagini e fotografie rese disponibili a fini promozionali (“for press use”) da case discografiche, agenti di artisti e uffici stampa.
  • Usa le immagini per finalità di critica ed esercizio del diritto di cronaca, in modalità degradata conforme alle prescrizioni della legge sul diritto d'autore, utilizzate ad esclusivo corredo dei propri contenuti informativi.
  • Accetta solo fotografie non esclusive, destinate a utilizzo su testate e, in generale, quelle libere da diritti.
  • Pubblica immagini fotografiche dal vivo concesse in utilizzo da fotografi dei quali viene riportato il copyright.
  • È disponibile a corrispondere all'avente diritto un equo compenso in caso di pubblicazione di fotografie il cui autore sia, all'atto della pubblicazione, ignoto.

Segnalazioni

Vogliate segnalarci immediatamente la eventuali presenza di immagini non rientranti nelle fattispecie di cui sopra, per una nostra rapida valutazione e, ove confermato l’improprio utilizzo, per una immediata rimozione.