Testo Jaane Na - Hatim
Testo della canzone Jaane Na (Hatim), tratta dall'album Kaanch
Dar ba dar
Phirta ye dil mera
Kyun bay ghar
Tu nay kiya mujh ko bekhabar
Naz hai kya tum ko ab iss qadr
Lagay tu ab koi marhala hai
Mera dil kabhi paar kar na paaye
Madhoshi mein kya nazar ayega na
Aisa aena mujhe na dikha ye
Tu jaane na, jaane na, jaane na
Haan matlabi hogaya dil tera
Thi humsafar tu meri kuch bataa
Jaane na, jaane na, jaane na
Bewajah ye maslay saaray
Dou gunah yunh barhtay jaaray
Asmaan mein khogayi tu
Na ashna Jo hogayi
Hai bemazah ye zindagi
Kya begunah tou mein nahin
Kesi zaalim hai tu yun
Bhagaati reh
Saari raat ye bechaini jagaati hai
Ab khamoshi mein yunhi mein marta hun
Inhi yaadon ki khatir tu sun le
Tu jaane na ohh
Ye dil Mera
Hai matlabi, matlabi
Tu jaane na
Tu jaane na, jaane na, jaane na
Haan matlabi hogaya dil tera
Thi humsafar tu meri kuch bataa
Jaane na, jaane na, jaane na
Credits
Writer(s): Hatim Siddique
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Disclaimer:
i testi sono forniti da Musixmatch.
Per richieste di variazioni o rimozioni è possibile contattare
direttamente Musixmatch nel caso tu sia
un artista o
un publisher.