Testo Haan Main Jitni Martaba - KK & Yashita
Testo della canzone Haan Main Jitni Martaba (KK & Yashita), tratta dall'album All The Best (Original Motion Picture Soundtrack)
Haan, main jitni martaba tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan-haan-haan, tujhe hi dekh ke meri saansein chalein
Bata doon main tujhe
Haan-haan-haan, main jitni martaba tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan-haan-haan, tujhe hi dekh ke meri saansein chalein
Bata doon main tujhe
Haan, tu jeene ki wajah, dikhe tu har jagah
Nazar jaye jahaan
Haan-haan-haan, ki tere saath hi chalegi har ghadi
Yeh meri daastan
Haan-haan-haan, main jitni martaba tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan-haan-haan, tujhe hi dekh ke meri saansein chalein
Bata doon main tujhe
Haan, kya galti hai meri jo baaton mein teri
Aa gaya, aa gaya dil mera?
Haan, zamaana chhod ke hamesha ke liye
Ho gaya, ho gaya dil tera
Haan, tu mera pyaar hai, mera dildaar hai
Tu mera hai jahaan
Haan-haan-haan, yeh lamhe khaas hain, jo hum-tum paas hain
Nahi hain dooriyan
Haan-haan-haan, main jitni martaba tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan-haan-haan, tujhe hi dekh ke meri saansein chalein
Bata doon main tujhe
Haan, nigahon mein rahoon ya baahon mein rahoon
Main kabhi na kahin pe jaaun
Haan, iraada hai mera, yeh waada hai mera
Na kabhi main tujhe tadpaun
Haan, tujhe main doon khushi, tu meri hai zameen
Hai tu hi aasmaan
Haan-haan-haan, yeh meri zindagi hai, tujh mein hi kahin
Hai jaana ab kahaan?
Haan-haan-haan, main jitni martaba tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan-haan-haan, tujhe hi dekh ke meri saansein chalein
Bata doon main tujhe
Haan, tu jeene ki wajah, dikhe tu har jagah
Nazar jaye jahaan
Haan-haan-haan, ki tere saath hi chalegi har ghadi
Yeh meri daastan
Haan-haan-haan, main jitni martaba tujhe hoon dekhta
Yeh lagta hai mujhe
Haan-haan-haan, tujhe hi dekh ke meri saansein chalein
Bata doon main tujhe
Credits
Writer(s): Kumaar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Disclaimer:
i testi sono forniti da Musixmatch.
Per richieste di variazioni o rimozioni è possibile contattare
direttamente Musixmatch nel caso tu sia
un artista o
un publisher.