Rockol30

Testo Dum Hai - KR$NA

Testo della canzone Dum Hai (KR$NA), tratta dall'album Dum Hai

Yeah
K-R-Dollar Sign
Malum hai na, woo
Ab aaya kaun dekh
Mujhe to pata hai kaun nakkli, kaun fake
Main serial killer, tu corn flakes
Studio ya on stage
Inhe lene na du chain, phir bhi lage bondage
Front page mein, news pe dhyan ni
Lyrics pe rakhu focus, mera views pe dhyan ni
Inke zindagi mein baadal monsoon ke baad bhi
Maine mausam badal diya, seedha dhoop se aand hi, yeah
2006 Se ye kara hai maine
Ab kya batau kiska jaib bhara hai maine
Gaana diya kisko, pet bhara hai maine
Dikha du inhe bar, jaise case kara hai maine
Chill kar chote, tujhe jaana kidhar
Main Gurgaon mein wala chora, kabhi aana idhar
Naam suna mera inka kaapa jigar
Jo beef ki kare baat unka gaana kidhar
Aaj bhi main karta ni baat zyada
14 Saal ki umar pe choona raasta tha
Mujhe judge kare jo jaane na meri daastaan ka
Par abhi bhi pehne garam jaise kal mera pasta tha
Haat tata mic pe, ab saans bhi ni leta
Jo hate kare mujhe, unhe ghaas bhi ni deta
Abhi to chote pura andaaz bhi ni dekha
Mera level itna upar, main to chaas bhi ni leta, yeah
Meri baaton mein to dum hai (Dum hai na)
Mere gaanon mein to dum hai (Dum hai na)
Krishna ab har jagah chhaara hai
Lagta hai inhe issi baat ka to gham hai
Meri baaton mein to dum hai (Dum hai na)
Mere gaanon mein to dum hai (Dum hai na)
Krishna ab har jagah chhaara hai
Lagta hai inhe issi baat ka to gham hai
Pehle the inke saath, wo aaj saath bhi na dekh
Saanp ki sangat karti na aadmi ka bhet
Galti se ye mera naam bhi na le
Din dahaade le lu inki, karu raat ki nawet
Saale bahut chali, saale bahut chali (Bahut chali)
Soch court waali, hip-hop lage ab kot waali
Baatein meri dope saari, na hai note waali
Par kapde hai saare black jaise warti pehni court waali
Aaj bhi na koi zyada kharche hain mere
Kuch zimmedariyaan sar pe hain mere
Aur mujhse to fans saare sadhte hai tere
Kyunki YouTube par ab charche hain mere
Khaas mere pass mein, raaz tere to lakh hai
Ghaas mile to kaate, saap mile to baas hai
Saans mile to khaas le, paas mile to kaape
Kaatil hain ye aankhein, aankh mile to chaate
Kisi ki na lod main aaj bhi samaya hoon
Nakkli paan ke jod mein aaj bhi paraya hoon
Karna ni beef mujhse kabhi please
Nahi to bologe tum "Na maa da chodu dress mein aaya hoon"
Rap hai ek sapna jo apna banayenge
Apna kamaya to phir apna hi khayenge
Hum sher doge haddi, use chabayenge
Inhe doge haddi, ye chusne lag jayenge
Meri baaton mein to dum hai (Dum hai na)
Mere gaanon mein to dum hai (Dum hai na)
Krishna ab har jagah chhaara hai
Lagta hai inhe issi baat ka to gham hai
Meri baaton mein to dum hai (Dum hai na)
Mere gaanon mein to dum hai (Dum hai na)
Krishna ab har jagah chhaara hai
Lagta hai inhe issi baat ka to gham hai
I'm a legend in this game that's a fact though (Fact though)
If you ain't about the action, it's a wrap bro (Wrap bro)
No doubt what we 'bout, leave 'em all stretched out
Like rubber bands on our bankroll (What?)
I'm a legend in this game that's a fact though (Fact though)
If you ain't about the action, it's a wrap bro (Wrap bro)
No doubt what we 'bout, leave 'em all stretched out
Like rubber bands on our bankroll (What?)
Meri baaton mein to dum hai (Dum hai na)
Mere gaanon mein to dum hai (Dum hai na)
Krishna ab har jagah chhaara hai
Lagta hai inhe issi baat ka to gham hai
Meri baaton mein to dum hai (Dum hai na)
Mere gaanon mein to dum hai (Dum hai na)
Krishna ab har jagah chhaara hai
Lagta hai inhe issi baat ka to gham hai
Chal chote naach
Chal chote naach
Chal chote naach
Kone mein jaake tu naach



Credits
Writer(s): Kr$na, Danny Tracks
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link

Disclaimer: i testi sono forniti da Musixmatch.
Per richieste di variazioni o rimozioni è possibile contattare direttamente Musixmatch nel caso tu sia un artista o un publisher.

Elenco artisti

© 2025 Riproduzione riservata. Rockol.com S.r.l.
Policy uso immagini

Rockol

  • Utilizza solo immagini e fotografie rese disponibili a fini promozionali (“for press use”) da case discografiche, agenti di artisti e uffici stampa.
  • Usa le immagini per finalità di critica ed esercizio del diritto di cronaca, in modalità degradata conforme alle prescrizioni della legge sul diritto d'autore, utilizzate ad esclusivo corredo dei propri contenuti informativi.
  • Accetta solo fotografie non esclusive, destinate a utilizzo su testate e, in generale, quelle libere da diritti.
  • Pubblica immagini fotografiche dal vivo concesse in utilizzo da fotografi dei quali viene riportato il copyright.
  • È disponibile a corrispondere all'avente diritto un equo compenso in caso di pubblicazione di fotografie il cui autore sia, all'atto della pubblicazione, ignoto.

Segnalazioni

Vogliate segnalarci immediatamente la eventuali presenza di immagini non rientranti nelle fattispecie di cui sopra, per una nostra rapida valutazione e, ove confermato l’improprio utilizzo, per una immediata rimozione.