Testo Rabba - Krishna
Testo della canzone Rabba (Krishna), tratta dall'album Musafir
Oh, dholna
Dholna, oh
Zindagi mein koi kabhi aaye na, Rabba
Aaye jo koi toh phir jaaye na, Rabba
Dene ho 'gar mujhe baad mein aansu
Toh pehle koi hansaye na, Rabba
Zindagi mein koi kabhi aaye na, Rabba
Aaye jo koi toh phir jaaye na, Rabba
Dene ho 'gar mujhe baad mein aansu
Toh pehle koi hansaye na, Rabba
Toh pehle koi hansaye na, Rabba
Oh, dil ke jo armaan the dil mein hi reh gaye
Aashiqui jo ki toh hum ashkon mein beh gaye
Aa, dil ke jo armaan the dil mein hi reh gaye
Aashiqui jo ki toh hum ashkon mein beh gaye
Gham ka fasana hai, dard yeh purana hai
Gham ka fasana hai, dard yeh purana hai
Itna bhi koi yaad aaye na, Rabba
Zindagi mein koi kabhi aaye na, Rabba
Aaye jo koi toh phir jaaye na, Rabba
Dene ho 'gar mujhe baad mein aansu
Toh pehle koi hansaye na, Rabba
Toh pehle koi hansaye na, Rabba
Rabba, Rabba, re-re-re
Rabba, Rabba, re-re-re
Oh, yahi sochta hoon, kaise usko bhulaunga
Na woh kabhi aayegi, na usey bhool paaunga
Oh, yahi sochta hoon, kaise usko bhulaunga
Na woh kabhi aayegi, na usey bhool paaunga
Jeene ka thikana hai na marne ka bahana hai
Jeene ka thikana hai na marne ka bahana hai
Itna bhi koi sataye na, Rabba
Zindagi mein koi kabhi aaye na, Rabba (oh, dholna)
Aaye jo koi toh phir jaaye na, Rabba (oh, dholna)
Dene ho 'gar mujhe baad mein aansu
Toh pehle koi hansaye na, Rabba
Toh pehle koi hansaye na, Rabba
Toh pehle koi...
Haan, haan
Rabba
Credits
Writer(s): Kumar,dev Kohli
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Disclaimer:
i testi sono forniti da Musixmatch.
Per richieste di variazioni o rimozioni è possibile contattare
direttamente Musixmatch nel caso tu sia
un artista o
un publisher.